SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhalaktii"
Ghazal MATCHES FOR "chhalaktii"
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
ai KHudaa ret ke sahraa ko samundar kar de
yaa chhalaktii hu.ii aa.nkho.n ko bhii patthar kar de
Shahid Meer
Ghazal
zard patto.n kii chamaktii hu.ii peshaanii par
hai ko.ii naam jise baad-e-sabaa likhtii hai
Shahid Kamal
Ghazal
jaam-o-miinaa mirii nazro.n se haTaa de saaqii
ye jo aa.nkho.n me.n chhalaktii hai pilaa de saaqii
Darshan Singh
Ghazal
Duubnaa hai to chhalaktii hu.ii aa.nkhe.n Dhuu.nDho
yaa kisii Duubte dariyaa ke kinaare jaa.o
Rauf Raza
Ghazal
mai-kade juume.nge barsegii javaanii kii sharaab
vo chhalaktii hu.ii nazro.n se jidhar dekhe.nge
Charkh Chinioti
Ghazal
chhalaktii aa.e ki apnii talab se bhii kam aa.e
hamaare saamne saaqii ba-saaGar-e-jam aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
tire labo.n se chhalaktii rahii sharaab magar
ham aise tishna-labo.n ko nahii.n pilaa.ii ga.ii
Kashif Shakeel
Ghazal
partav-e-husn hai naahiid guzar-gaah-e-KHayaal
sar pe rakkhii hai chhalaktii hu.ii gaagar kis ne
Afsar Azri
Ghazal
kisii kii yaad me.n aa.nkhe.n chhalaktii rahtii hai.n
to aur maslak-e-ushshaaq me.n vuzuu kyaa hai
Fasih Akmal
Ghazal
ye chaak chaak garebaa.n nahii.n hai diivaane
jise bas ek chhalaktii nazar hii sii jaa.e
Ahmad Rahi
Ghazal
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
zaraa sii pii ke bahakne kii hai sazaa shaayad
jo sirf aa.nkh chhalaktii hai ab sharaab kahaa.n
Suman Dhingra Duggal
Ghazal
chehre kaa aaftaab dikhaa.ii na de to phir
niilii chhalaktii dhuup se aa.nkho.n ko bhar le.n ham
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
kal jis aabgiine se mauj-e-mai chhalaktii thii
aaj us aabgiine kii aa.nkh me.n namii sii hai