SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhu.Daa.uu.n"
Ghazal MATCHES FOR "chhu.Daa.uu.n"
Ghazal
bulbulo.n ke haal par aataa hai muj ko rahm aaj
daam se sayyaad ke un ko chhu.Daa.uu.n kis tarah
Taban Abdul Hai
Ghazal
jaan aise KHvaabo.n se kis tarah chhu.Daa.uu.n mai.n
shahr so gayaa saaraa ab kise jagaa.uu.n mai.n
Jafar Shirazi
Ghazal
ashk to pii liye naamuus-e-vafaa kii KHaatir
Gam jo chehre se jhalaktaa hai chhupaa.uu.n kaise
Amatul Hai Wafa
Ghazal
kaise chhu.Daa.uu.n kaise likhuu.n sharh-e-dard-e-nau
har ek lafz ziinat-e-zindaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
Faza jalandharii
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
dil ko mai.n hiraasat se tirii kaise chhu.Daa.uu.n
matluub hai jo mujh se vo taavaan bahut hai
Badr Mohammadi
Ghazal
Baloch Mehfooz Khan
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
tere milne kii KHushii me.n ko.ii naGma chhe.Duu.n
yaa tire dard-e-judaa.ii kaa gilaa pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
baiThaa rahtaa thaa saahil pe saaraa din
dariyaa mujh se jaan chhu.Daayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
vo zaanuu.o.n me.n siina chhupaanaa simaT ke haa.e
aur phir sambhaalnaa vo dupaTTa chhu.Daa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
kamaal-e-ishq hai diivaana ho gayaa huu.n mai.n
ye kis ke haath se daaman chhu.Daa rahaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ik aisaa vaqt bhii aataa hai zindagii me.n kabhii
jab apne saa.e se piichhaa chhu.Daanaa pa.Dtaa hai
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
yaa to mujh se vo chhu.Daa degaa Gazal-go.ii 'zafar'
yaa kisii din saahib-e-diivaan kar degaa mujhe