SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhu.Daane"
Ghazal MATCHES FOR "chhu.Daane"
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
kyaa KHabar tujh ko o daaman ko chhu.Daane vaale
aur bhii hai.n mujhe siine se lagaane vaale
Aalam Nizami
Ghazal
maa.ngii najaat hijr se to maut aa ga.ii
roze gale pa.De jo chhu.Daane gayaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
haatho.n me.n ab bhii us kii hai KHushbuu basii hu.ii
jo rah ga.ii thii haath chhu.Daane ke baavajuud
Aisha Ayub
Ghazal
muskuraane se ko.ii KHaas 'ilaaqa na sahii
bahs se jaan chhu.Daane ke liye hotaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
'ishq gar haath chhu.Daa.e to chhu.Daane denaa
kaar-e-vahshat pe magar aa.nch na aane denaa
Komal Joya
Ghazal
tumhaare haath chhu.Daane se ruk gayaa hai safar
ye dhuup chhaa.nv musaafir kaa mas.ala nahii.n hai
Waqas Aziz
Ghazal
KHvaab chaahe KHvaab hii ho dil lagaane de mujhe
is haqiiqat se kabhii to jaa.n chhu.Daane de mujhe
Priyamvada Ilhan
Ghazal
ab zindagii se jaan chhu.Daane lagaa huu.n mai.n
dasht-e-ajal se aa.nkh milaane lagaane huu.n mai.n
Asad Raza Sahar
Ghazal
saa.at-e-aish ke armaa.n kaa natiija ma.aluum
Gam se daaman ko chhu.Daane me.n ba.Daa vaqt lagaa
Waqar Manvi
Ghazal
saath baiThe hai.n ye ab haath me.n saaGar thaame
shaiKH saahab the nasha ham se chhu.Daane aa.e
Zeeshan Lashari
Ghazal
jis vaqt ki vo haath chhu.Daane pe ba-zid thaa
us vaqt ko.ii yaad du.aa hii nahii.n aa.ii
Fasih Akmal
Ghazal
kaa.nTo.n se Gam ke is ko chhu.Daane ke vaaste
khii.nchaa jo mai.n ne aur hu.aa taar-taar dil
Anas Nabeel
Ghazal
ye kyaa hu.aa ki havas kii giraft ta.ng hu.ii
mai.n tujh se haath chhu.Daane ko huu.n sambhaal mujhe
Asif Jamal
Ghazal
dil me.n ik shor uThaa haath chhu.Daane se tire
der tak phir ko.ii aavaaz sunaa.ii nahii.n dii
Zeeshan Ilahi
Ghazal
dev-e-alfaaz ke changul se chhu.Daane ke liye
aaKHir-e-shab ko.ii ma.anaa kii parii aa.e hame.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
paa.nv pha.nse me.n haath chhu.Daane aayaa thaa
tum se mil kar vaapas jaane aayaa thaa