SEARCH RESULTS
Showing search results for "chor-qadam"
Ghazal MATCHES FOR "chor-qadam"
Ghazal
ghar ke darvaaze khule ho.n chor kaa khaTkaa na ho
be-sar-o-saamaan ko.ii shahr me.n aisaa na ho
Saleem Shahid
Ghazal
ka.ii suukhe hu.e patte hare ma.aluum hote hai.n
hame.n dekho kahii.n se dil-jale ma.aluum hote hai.n
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Iliyas Rahat
Ghazal
partav-e-ruKH kaa tire dil me.n guzar rahtaa hai
saath aa.iine ke aa.iine kaa ghar rahtaa hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
naved-e-amn hai bedaad-e-dost jaa.n ke liye
rahii na tarz-e-sitam ko.ii aasmaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
hinaa ye kahtii hai lo be-zabaan paa ke mujhe
jab aa.e aap ga.e choriyaa.n lagaa ke mujhe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
yuu.n to chaar-qadam par merii manzil thii
lekin chalte chalte jiivan biit gayaa
Aslam Kolsarii
Ghazal
jhankaar se mai.n chaar-qadam aage jaa.uu.ngaa
zindaan me.n hu.aa jo salaasil se dil uchaaT
Imdad Ali Bahr
Ghazal
manzil pe na pahu.nche use rasta nahii.n kahte
do chaar qadam chalne ko chalnaa nahii.n kahte
Nawaz Deobandi
Ghazal
yaar ye chaar qadam kii kyaa hamraahii hai!
tho.Dii der to dil ko chaltaa rahne de
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
thii kaisii talab jis ko paka.Dne ke junuu.n me.n
dil chaltaa rahaa chaar qadam haat se aage
Javed Shaheen
Ghazal
do chaar qadam chal kar do chaar gha.Dii ruknaa
manzil bhii tumhaarii hai rasta bhii tumhaaraa hai
Amit Bajaj
Ghazal
mere qadmo.n se tuu do chaar qadam piichhe chal
mere girte hu.e lamho.n ko uThaa.e chalaa jaa