SEARCH RESULTS
Showing search results for "chubhne"
Ghazal MATCHES FOR "chubhne"
Ghazal
is qadar mai.n ne sulagte hu.e ghar dekhe hai.n
ab to chubhne lage aa.nkho.n me.n ujaale mujh ko
Kamil Bahzadi
Ghazal
talvo.n me.n narm ghaas bhii chubhne lagii 'nasiim'
sahraa kuchh is tarah mire pairo.n me.n bas gayaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
suukh rahii hai juu-e-girya-e-gard-nishaa.n
chubhne lagii hai ab KHaak-e-dil aa.nkho.n me.n
Azeem Murtaza
Ghazal
mai.n itnaa bad-ma.aash nahii.n ya.anii khul ke baiTh
chubhne lagii hai dhuup sweater utaar de
Zafar Iqbal
Ghazal
mai.n jab se sach ko sach kahne lagaa huu.n
jahaa.n kii aa.nkh me.n chubhne lagaa huu.n
Prabudha Saurabh
Ghazal
is samundar kii kasaafat aa.nkh me.n chubhne lagii
us kaa chehra aur hii paanii se dhonaa chaahiye
Parkash Fikri
Ghazal
kaahe ko dasht me.n chubhne ke liye rah jaataa
phuul hotaa kisii gulshan kaa gul-e-tar hotaa
Haidar Ali Jafri
Ghazal
Usha Bhadoriya
Ghazal
chale to raah me.n chubhne lage the sannaaTe
ruke to shor saa andar sunaa.ii detaa hai
Mohammad Asadullah
Ghazal
dhu.aa.n ban ke saa.nso.n me.n chubhne lagii thii
KHamoshii ko ab to.Dnaa pa.D gayaa hai
Naheed Virk
Ghazal
bichha.Dte vaqt hamaare labo.n me.n chubhne lage
savaal aise ki jin kaa ko.ii javaab na thaa
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
Asrar Akbarabadi
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
buland-qaamatii chubhne lagii thii duniyaa ko
so mere kaa.ndho.n se gardan utaar dii ga.ii hai