SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuu.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "chuu.e.n"
Ghazal
ma.aal kyaa hai ujaalo.n ke un dafiino.n kaa
jinhe.n chhu.e.n to a.ndhero.n ke naag Daste hai.n
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
ra.ng ke jism chhu.e.n nuur ke paikar dekhe.n
KHvaab kii shahr-panaaho.n me.n utar kar dekhe.n
Ateequllah
Ghazal
na maa.nge.n bosa-e-ruKHsaar chhaatiyaa.n na chhu.e.n
tabii.at apnii jo ai but gul-o-samar se phire
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vo patthar jo kone me.n sahmaa pa.Daa hai
use ham chhu.e.n aur Dar ke bhii dekhe.n
Naseem Ajmal
Ghazal
tum achhuute sahii aaGosh-e-tasavvur me.n to ho
na chhu.e.n ham nigah-e-shauq to chhuu aatii hai
Yas Tonki
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Meena Kumari Naz
Ghazal
koshish bhii kar umiid bhii rakh raasta bhii chun
phir is ke baa'd tho.Daa muqaddar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
Gazal ne bahte hu.e phuul chun liye varna
Gamo.n me.n Duub ke ham log mar ga.e hote
Bashir Badr
Ghazal
ham ko us shahr me.n ta.amiir kaa saudaa hai jahaa.n
log me.amaar ko chun dete hai.n diivaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
jis tarah 'sho.eb' us kaa naam chun liyaa tum ne
us ne bhii hai chun rakkhaa ek naam naamo.n me.n
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
ye zaa.iro.n ko milii.n sarfaraaziyaa.n varna
kahaa.n nasiib ki chuume.n malak jabiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
aisii daf.a na lagaa jis me.n zamaanat mil jaa.e
mere kirdaar ko chun apne nishaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
tere ho.nTo.n ke liye ho.nT mere aab-e-hayaat
aur ko.ii jo chhu.e zahr kaa pyaala ho jaa.uu.n