SEARCH RESULTS
Showing search results for "daa.ere"
Ghazal MATCHES FOR "daa.ere"
Ghazal
daa.ere inkaar ke iqraar kii sargoshiyaa.n
ye agar TuuTe kabhii to faasla rah jaa.egaa
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
ye roTiyaa.n hai.n ye sikke hai.n aur daa.ere hai.n
ye ek duuje ko din bhar paka.Dte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
jise KHayaal kaa markaz kabhii banaayaa thaa
sunahrii dhuup usii daa.ere se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
daa.ere a.ndhero.n ke raushnii ke poro.n ne
coat ke button khole tie kii girah kholii
Bashir Badr
Ghazal
daa.ere chand hai.n gardish me.n azal se jo yahaa.n
ko.ii bhii chiiz hamesha nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Ghazal
'qatiil' zaKHm sahuu.n aur muskuraataa rahuu.n
bane hai.n daa.ere kyaa kyaa mire amal ke liye
Qateel Shifai
Ghazal
saagar huu.n aur mauj ke har daa.ere me.n huu.n
saahil pe ko.ii naqsh-e-qadam kho gayaa hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
tumhaare daa.ere me.n zindagii mahfuuz rahtii hai
nizaam-e-bazm-e-hastii ke hisaaro tum na so jaanaa
Kausar Siwani
Ghazal
daa.ere ba.Dhte ga.e parkaar kaa mu.nh khul gayaa
vo bhii daaKHil ho gayaa ab sarhad-e-rusvaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
mai.n mai-kade se duur huu.n par daa.ere me.n huu.n
zinda rahaa to tere gale aa laguu.ngaa mai.n
Sohaib Mugheera Siddiqi
Ghazal
hai.n daa.ere me.n qadam ye na ho sakaa mahsuus
rah-e-hayaat me.n yaaro ghumaa.o aisaa thaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
khii.nch Daalaa aa.nkh ne sab aasmaano.n par hisaar
ban chuke jab daa.ere parkaar KHaalii ho ga.ii
Iqbal Sajid
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
sab ke sab hai.n apne apne daa.ere kii qaid me.n
daa.ero.n kii had se baahar sochtaa ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
bha.nvre unhii pe chal ke kare.nge tavaaf-e-gul
jo daa.ere chaman me.n sabaa ne banaa.e hai.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
phailte jaate hai.n daam-e-naarasii ke daa.ere
tere mere darmiyaa.n kin haadso.n kaa jaal hai