SEARCH RESULTS
Showing search results for "daa.ira-e-khyaal"
Ghazal MATCHES FOR "daa.ira-e-khyaal"
Ghazal
kaisii hadiis-e-ra.ng-o-buu zikr-e-jamaal-o-nuur kyaa
husn hii jab na aa sakaa daa.ira-e-KHyaal me.n
Raza Jaunpuri
Ghazal
'aajizii kahne lagii gar ho bulandii kii talab
dil jhukaa daa.ira-e-na.ara-e-takbiir me.n aa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
ka.abe kii taraf jaane ko ham jaa.e.nge zaahid
dil mahv-e-KHyaal-e-rah-e-but-KHaana rahegaa
Jigar Biswani
Ghazal
kahii.n ye daa.ira-e-tanz me.n na aa jaa.e
hamaare saamne is tarh muskuraa.o mat
Naeem Akhtar Khadimi
Ghazal
bhaage zaruur arsa-e-ta.ng-e-KHudii se ham
nikle magar na daa.ira-e-aagahii se ham
Jameel Mazhari
Ghazal
chho.D kar daa.ira-e-haq ko na jaa.e 'raaGib'
kufr hai silsila-e-shaiKH se baahar honaa
Raghib Badayuni
Ghazal
tahtush-shu.uur me.n hai jo ik lamha-e-KHyaal
lafzo.n kii sii.Dhiyo.n se utartaa dikhaa.ii de
Meer Naqi Ali Khan Saqib
Ghazal
sunaa.uu.n mai.n kise afsaana-e-KHyaal-e-malaal
tirii kamii hii rahii aur mirii kamii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
ye kaarvaan-e-badan hai safar-guzaar-e-'KHayaal'
jaras kii guu.nj pe kuchh der ko Thaharte hu.e
Salman Khayal
Ghazal
ek KHutba jo diyaa hazrat-e-zainab ne 'KHayaal'
aaj tak Daal rahaa hai kisii darbaar pe KHaak
Ahmad Khayal
Ghazal
vo de rahaa thaa talab se sivaa sabhii ko 'KHayaal'
so mai.n ne daaman-e-dil aur kuchh kushaada kiyaa
Ahmad Khayal
Ghazal
Satpaal Khayal
Ghazal
mujh me.n hai maujuud parvaaz-e-'KHayaal'
mo'atabar huu.n mai.n bhii fankaaro.n ke biich
Rafique Khayal
Ghazal
jis par nigaah Thahrii jaan-e-'KHayaal' apnii
vo ajnabii hai lekin lagtaa hai aashnaa saa