SEARCH RESULTS
Showing search results for "daak"
Ghazal MATCHES FOR "daak"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHat likh ke aaj Daak pe pahu.nche.nge yaar ko
pahu.nchaa.egaa hamaaraa payaam-o-salaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Daak-ghar me.n ticket nahii.n baaqii
'naazim' itne ga.e hai.n KHat par KHat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
jaisaa bhejaa hai mujhe aap ne paiGaam-e-vafaa
aise naame to ka.ii Daak me.n aa jaate hai.n
Farah iqbal
Ghazal
Daak ticket kii bhii ko.ii auqaat hai kyaa
terii yaad me.n aa.nsuu jaarii hotaa hai
Moin Shadab
Ghazal
ye jo ma.asuum saa Dar hai kisii bachche jaisaa
aise haalaat me.n saffaak bhii ho saktaa hai
Injeel Saheefa
Ghazal
dil kii KHabar jo aatii hai har dam zabaan par
rahtii hai dam kii Daak baraabar lagii hu.ii
Mazaq Badayuni
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n har ik samt hai laq-daq sahraa
KHvaab bikhre kabhii rangiin nazaare TuuTe
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
kyuu.n-kar kare na har-dam qat-e-manaazil-e-umr
teG-e-zabaa.n se apnii chaalaak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
khulaa hai ziist kaa ik KHushnumaa varaq phir se
havaa-e-shauq ne kii hai yahaa.n pe daq phir se
Alok Yadav
Ghazal
udaas udaas hai.n insaa.n har ek chehra faq
ye shahr shahr hai yaa dasht hai ye laq-o-daq
Dr. Azam
Ghazal
hai aabla-paa.ii hii tiraa naqsh-e-kaf-e-paa
sahraa-e-laq-o-daq hai yahaa.n aab kahaa.n hai