SEARCH RESULTS
Showing search results for "daal"
Ghazal MATCHES FOR "daal"
Ghazal
agarche zor havaa.o.n ne Daal rakkhaa hai
magar charaaG ne lau ko sambhaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
tire gale me.n jo baa.nho.n ko Daal rakhte hai.n
tujhe manaane kaa kaisaa kamaal rakhte hai.n
Wasi Shah
Ghazal
tho.Daa saa aks chaa.nd ke paikar me.n Daal de
tuu aa ke jaan raat ke manzar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
'momin' KHudaa ke vaaste aisaa makaa.n na chho.D
dozaKH me.n Daal KHuld ko kuu-e-butaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
vo be-niyaaz mujhe uljhano.n me.n Daal gayaa
ki jis ke pyaar me.n ehsaas-e-maah-o-saal gayaa
Ahmad Rahi
Ghazal
KHazaana-e-zar-o-gauhar pe KHaak Daal ke rakh
ham ahl-e-mehr-o-mohabbat hai.n dil nikaal ke rakh
Iftikhar Arif
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
to.D kar taar-e-nigah kaa silsila jaataa rahaa
KHaak Daal aa.nkho.n me.n merii qaafila jaataa rahaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
ham to qusuur-vaar hu.e aa.nkh Daal ke
puuchho ki nikle kyuu.n the vo jauban nikaal ke
Jaleel Manikpuri
Ghazal
kaisaa ajiib aayaa hai is saal kaa bajaT
murGii kaa jo bajaT hai vahii daal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
Qaisar Siddiqi
Ghazal
shohrat kii bulandii bhii pal bhar kaa tamaashaa hai
jis Daal pe baiThe ho vo TuuT bhii saktii hai
Bashir Badr
Ghazal
suuraj ne ik nazar mire zaKHmo.n pe Daal ke
dekhaa hai mujh ko khi.Dkii se phir sar nikaal ke
Zeb Ghauri
Ghazal
vo meraa yaar thaa mujh ko na ye KHayaal aayaa
mai.n apne zehn kaa sab bojh us pe Daal aayaa
Azhar Inayati
Ghazal
baadaam do jo bheje hai.n baTve me.n Daal kar
iimaa.n ye hai ki bhej de aa.nkhe.n nikaal kar
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
duniyaa samajh rahii hai ki patthar uchhaal aa.e
ham apnii pyaas jaa ke samundar me.n Daal aa.e
Mansoor Usmani
Ghazal
maa.nge.n na ham bahisht na ho vaa.n agar sharaab
dozaKH me.n Daal diijiye diije magar sharaab