SEARCH RESULTS
Showing search results for "daalaa"
Ghazal MATCHES FOR "daalaa"
Ghazal
mai.n muztarib huu.n vasl me.n KHauf-e-raqiib se
Daalaa hai tum ko vahm ne kis pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
zabaa.n ne jism kaa kuchh zahr to ugal Daalaa
bahut sukuun milaa talKHii-e-navaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ishq mai.n ne likh Daalaa qaumiyat ke KHaane me.n
aur teraa dil likhaa shahriyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sochne kaa zaaviya mai.n ne badal Daalaa hai dost
ab pareshaanii nahii.n lagtii pareshaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
bhar Daalaa unhe.n bhii mirii bedaar nazar ne
jo zaKHm kisii taur bhii bharne ke nahii.n the
Zakariya Shaz
Ghazal
halqa-e-KHvaab ko hii gird-e-guluu kas Daalaa
dast-e-qaatil kaa bhii ehsaa.n na divaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
Tuk.De kar Daale ko.ii us ke to mai.n bhii KHush huu.n
dil na hogaa na mirii jaan mohabbat hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
use gulaab kii pattii ne qatl kar Daalaa
vo sab kii raaho.n me.n kaa.nTe bahut bichhaataa thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
paidaa hu.ii hai kahte hai.n har dard kii davaa
yuu.n ho to chaara-e-Gam-e-ulfat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
jo husn tuu ne shakl ko baKHshaa vo bol uThaa
jo rang tuu ne phuul me.n Daalaa vo khil gayaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
ye un ke husn ko hai suurat-aafrii.n se gila
Gazab me.n Daal diyaa laa-javaab kar ke mujhe