SEARCH RESULTS
Showing search results for "daalaa"
Nazm MATCHES FOR "daalaa"
Nazm
kitaben
jo miTTii ke sakoro.n kii tarah bikhrii pa.Dii hai.n
gilaaso.n ne unhe.n matruuk kar Daalaa
Gulzar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
muflis kare jo aan ke mahfil ke biich haal
sab jaane.n roTiyo.n kaa ye Daalaa hai is ne jaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
pandrah august
videshii raaj ne sab kuchh nicho.D Daalaa thaa
hamaare desh kaa har karghaa to.D Daalaa thaa
Javed Akhtar
Nazm
mulaqat
sayyaad ne yuu.nhii to qafas me.n nahii.n Daalaa
mash.huur gulistaa.n me.n bahut merii fuGaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
zindan ki ek subh
nii.nd kii os ne un chehro.n se dho Daalaa thaa
des kaa dard firaaq-e-ruKH-e-mahbuub kaa Gam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
israfil ki maut
jaise tuufaa.n ne kinaare par ugal Daalaa use
reg-e-saahil par chamaktii dhuup me.n chup chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
ibn-e-maryam
rau.nd Daalaa hai phuu.nk Daalaa hai
jaane kab se pukaarte hai.n tumhe.n