SEARCH RESULTS
Showing search results for "daare.n"
Ghazal MATCHES FOR "daare.n"
Ghazal
marne se vo Dare.n jo ba-qaid-e-hayaat hai.n
mujh ko to maut aa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye kah ga.e hai.n musaafir luTe gharo.n vaale
Dare.n havaa se parinde khule paro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
zamaana-saaz Dare.n gardish-e-zamaana se
hamaaraa kyaa hai hame.n haadso.n ne paalaa hai
Mohsin Bhopali
Ghazal
fasurdagii kaa mudaavaa kare.n to kaise kare.n
vo log jo tire qurb-e-jamaal se bhii Dare.n
Qateel Shifai
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Anant Gupta
Ghazal
bas tujh se ho.n KHaa.if na Dare.n aur kisii se
'naqvii' se qalam-kaaro.n ko sachchaa.ii ataa kar
Syed Mohammad Ahmad Naqvi
Ghazal
ye bhed hai ki na murde Dare.n farishto.n se
banaa ke qabr banaate hai.n qabr par ta.aviiz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
bijlii vo chiiz hii nahii.n jis se hasii.n Dare.n
kuchh dard kii chamak hai jhalak iztiraab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Jaleel Hashmi
Ghazal
utar aatii.n tire jhiilo.n pe sustaane ko Daare.n
to us din ham bhii apne Gaar se baahar nikalte
Sarfraz Zahid
Ghazal
kis muravvat pe zamaane se Dare.n duur rahe.n
aa.o allaah nigahbaa.n hai qariib aa jaa.o
Yusuf Zafar
Ghazal
na Dare.n KHuld me.n jaate hu.e jo rizvaa.n se
us ke darvaaze pe ruk jaa.e.n KHabar-daar ke saath
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
talaash-e-yaar me.n ham kyaa Dare.n musiibat se
hazaar baar rah-e-pur-KHatar se guzre hai.n