SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaruu"
Ghazal MATCHES FOR "daaruu"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
dekhaa jise bhii us kii mohabbat me.n mast thaa
jaise tamaam shahr ho daaruu piye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
dukh-dard ke pe.Do.n par ab ke jo bahaar aa.ii
phal phuul bhii aa.e hai.n Gamgiin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
aaKHir to roze aa.e do-chaar roz ham bhii
tarsaa bacho.n me.n jaa kar daaruu piyaa kare.nge
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dar nahii.n mujh ko gunaaho.n kii giraa.n-baarii kaa
terii rahmat hai sabab merii subuksaarii kaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
qaanuun kis ne badlaa hai qudrat kaa shaiKH-jii
daaruu hai ab bhii mai hii Gam-e-rozgaar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
daaruu-e-dard-e-nihaa.n raahat-e-jaanii sanamaa
iisaa-e-murda-dilaa.n yuusuf-e-saanii sanamaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh kam nahii.n hai.n sho.abda-baazo.n se mai-gusaar
daaruu pilaa ke shaiKH ko aadam se KHar kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
talKH us lab-e-mai-guu.n se sab sunte hai.n kis KHaatir
tah-daar nahii.n hotii guftaar sharaabii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ko.ii suntaa hii nahii.n kis ko sunaane lag jaa.e.n
dard agar uTThe to kyaa shor machaane lag jaa.e.n
Akram Naqqash
Ghazal
tabiibaa.n kare.n munj kuu.n baalii suu.n daaruu
ki baalii hai.n mohan hai baalaa kaa haajat
Quli Qutub Shah
Ghazal
mausam-e-gul kii havaa daaruu-e-be-hoshii thii
sar uThaane kaa bhii sabze ko na kuchh hosh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
dar aa.e daraa.Do.n kabhii diivaaro.n se paalaa
barsaat me.n Tapke hai miraa ghar mirii kholii
Nasir Shahzad
Ghazal
ajal ke sivaa us kii daaruu nahii.n kuchh
ajab dard duur-az-davaa zindagii hai