SEARCH RESULTS
Showing search results for "daastaan-e-masaarif"
Ghazal MATCHES FOR "daastaan-e-masaarif"
Ghazal
tishnagii hogii jahaa.n be-saaKHta nauha-kunaa.n
us jagah ham daastaan-e-karbalaa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
daastaa.n KHatm hai iz.haar-e-vafaa rahne do
ab mire vaaste jiine kii du.aa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
daastaan-e-shauq kitnii baar dohraa.ii ga.ii
sun.ne vaalo.n me.n tavajjoh kii kamii paa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
sunaa rahaa huu.n tujhe daastaan-e-'arz-o-niyaaz
KHudaa kare ki tire dil pe kuchh asar ho jaa.e
Asim Wasti
Ghazal
muKHtasar thii daastaan-e-arz-e-shauq
bujh ke kuchh taare mizha par rah ga.e
Anand Narayan Mulla
Ghazal
daastaan-e-rasan-o-daar na taaza ho jaa.e
un ke lab par hai miraa naam KHudaa KHair kare
Mohammad Arshad Azmi
Ghazal
ab tum sipaas-naama-e-shamshiir likh chuke
ab dastaan-e-laasha-e-be-sar likhe.nge ham
Ameer Imam
Ghazal
daastaan-e-dil-e-KHuu.n-gashta kahaa.n tak 'saahir'
ab Gam-e-zaat se haT kar Gam-e-duniyaa likkhe.n
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
chain kaisaa qabr me.n sar par hai roz-e-baaz-purs
daastaan-e-dard-e-hastii ko hai dohraanaa hanuuz