SEARCH RESULTS
Showing search results for "daastaan-e-masaarif"
Nazm MATCHES FOR "daastaan-e-masaarif"
Nazm
allama iqbaal
likhii vo daastaan-e-Gam-e-dajla-o-furaat
chakkhaa vo zaa.iqa bhii jo gang-o-jaman me.n thaa
Habeeb Jaunpuri
Nazm
likhna jo chahta tha
phir likhte daastaan-e-vajuud-o-adam kahii.n
ruktaa na phir kahii.n bhii
Khaleel Mamoon
Nazm
nazm
daastaan-e-dil-e-barbaad sunaa.uu.n kaise
mujh pe guzrii hai jo uftaad sunaa.uu.n kaise
Iffat Zeba Kakorvi
Nazm
ahl-e-mahfil qarib aa jao
shaayad is lamha-e-musiibat me.n
chashm-e-nam daastaan-e-zaKHm-e-dil
Balraj Komal
Nazm
inqalab-e-fitrat
badal de qissa-e-majnuun-e-paaband-e-salaasil ko
badal de daastaan-e-kohna-e-lailaa-e-mahmil ko
Barq Aashiyanvi
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
daastaan-e-aalam-e-furqat kisii se kyaa kahe.n
ho gayaa barbaad har zarra dil-e-naashaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
kar-e-mushkil
daastaan-e-shauq-o-mastii ik mu.amma ban ga.ii
suurat-e-mansuur sar de kar likhe tafsiir kaun
Muneer Wahidi
Nazm
chhink
sun ke ye daastaan-e-vahshat-naak
naak me.n chyuu.nTiyaa.n sii re.ng ga.ii.n
Mohammad Yunus hargaanvii
Nazm
jamuna
aur sunii bansii kii hai barso.n sadaa-e-dil-navaaz
daastaan-e-dard-e-dil afsaana-e-soz-o-gudaaz
Suroor Jahanabadi
Nazm
shair
daastaan-e-ahd-e-paariina hai zauq-e-rang-o-buu
ab chhalaktaa hai KHum-o-saaGar se insaa.n kaa lahuu
Akhtar Payami
Nazm
mir
ai shahiid-e-jalva-e-maanii faqiir-e-be-niyaaz
is tarah kis ne kahii hai daastaan-e-soz-o-saaz
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
ai watan ai watan
har varaq aadamiyat kii hai daastaa.n
ai vatan ai vatan ham tire paasbaa.n
Rifat Sarosh
Nazm
mazdur
kise sunaa.uu.n tirii daastaan-e-barbaadii
kise kahuu.n ki hai teraa sukuut fariyaadii