SEARCH RESULTS
Showing search results for "daastaan-e-shauq"
Ghazal MATCHES FOR "daastaan-e-shauq"
Ghazal
daastaan-e-shauq kitnii baar dohraa.ii ga.ii
sun.ne vaalo.n me.n tavajjoh kii kamii paa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
achchhaa hai iKHtisaar magar daastaa.n-naviis
tuu daastaan-e-shauq mirii muKHtasar na kar
Asim Wasti
Ghazal
Shauq Dehlvi Makki
Ghazal
'aasii' zabaan-e-KHaamushii me.n daastaan-e-shauq
ham ne kahii hai baarhaa us ne sunii nahii.n
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
'aasii' zabaan-e-KHaamushii me.n daastaan-e-shauq
ham ne kahii hai baarhaa us ne sunii nahii.n
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
daastaan-e-shauq hai apne lahuu se laala-ra.ng
har zamaane me.n hamii.n unvaan-e-afsaana rahe
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
rah jaa.e naa-tamaam na phir daastaan-e-shauq
tum ruk ga.e jahaa.n pe sunaa.e.n vahaa.n se ham
Afzal Kiratpuri
Ghazal
ik daastaan-e-shauq mire dil me.n hai abhii
baate.n hu.ii hai.n yaar se jii khol kar kahaa.n
Ejaz Ajmeri
Ghazal
manzile.n zer-e-qadam jald simaT aa.e.ngii
jazba-e-'shauq' zaraa aur ba.Dhaa.o yaaro
Shauq Salki
Ghazal
vo intizaar kii lazzat bhii le gayaa ai 'shauq'
havaa ke gho.De pe zaalim savaar kyuu.n aayaa
Shauq Qidvai
Ghazal
KHudaa kaa shukr hai ai 'shauq' ab bhii zinda huu.n
sataa rahaa hai zamaane se ye zamaana mujhe
Shauq Jalandhari
Ghazal
ai 'shauq' kahe detii hai kuchh shakl KHamoshii
chup kyuu.n ho agar dil me.n ko.ii raaz nahii.n hai
Shauq Qidvai
Ghazal
KHudaa kaa shukr hai ai 'shauq' ab bhii zinda huu.n
sataa rahaa hai zamaane se ye zamaanaa mujhe
Shauq Jalandhari
Ghazal
kabhii na shauq-e-safar kam hu.aa miraa ai 'shauq'
na.e safar ke iraade mirii thakaan me.n the
Shauq Jalandhari
Ghazal
dostii yuu.n to hai is shahr me.n sab se lekin
apne dushman kaa bhii ai 'shauq' pataa rakhtaa huu.n
Shauq Jalandhari
Ghazal
tum apnii daastaan-e-Gam zaraa khul kar kaho mujh se
mire barbaad hone kii to ik lambii kahaanii hai