SEARCH RESULTS
Showing search results for "dafnaa"
Ghazal MATCHES FOR "dafnaa"
Ghazal
dafnaa diyaa gayaa mujhe chaa.ndii kii qabr me.n
mai.n jis ko chaahtii thii vo la.Dkaa Gariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
din Dhal rahaa thaa jab use dafnaa ke aa.e the
suuraj bhii thaa maluul zamii.n par jhukaa hu.aa
Mohammad Alvi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dariyaa pe ek tanz samajhiye ki tishnagii
saahil kii sard ret me.n dafnaa ga.ii mujhe
Qaisarul Jafri
Ghazal
jo apnii marzii kaa soche.n tum un ko dafnaa do
ki aisii la.Dkiyaa.n kab ruKHsatii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
pichhle chehro.n ko dafnaa ke miTTii me.n
aa.nkh nayaa ik aks ugaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
ik baar phir vatan me.n gayaa jaa ke aa gayaa
laKHt-e-jigar ko KHaak me.n dafnaa ke aa gayaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Farhat Shahzad
Ghazal
mujh ko sazaa-e-maut kaa dhoka diyaa gayaa
meraa vajuud mujh me.n hii dafnaa diyaa gayaa
Saleem Ansari
Ghazal
area pa.Daa hu.aa huu.n mai.n gard-e-zamiin par
miTTii me.n tire lams ko dafnaa rahaa huu.n mai.n
Kuldeep Kumar
Ghazal
Ankur Giri
Ghazal
jo ham dil ke dil me.n hii dafnaa rahe hai.n
vo asraar KHud hii khule jaa rahe hai.n