SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahaane"
Ghazal MATCHES FOR "dahaane"
Ghazal
hamaare lab na sahii vo dahaan-e-zaKHm sahii
vahii.n pahu.nchtii hai yaaro kahii.n se baat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aa rakh dahan-e-zaKHm pe phir u.ngliyaa.n apnii
dil baa.nsurii terii hai bajaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
jab tak dahaan-e-zaKHm na paidaa kare ko.ii
mushkil ki tujh se raah-e-suKHan vaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
halqe me.n zulf-e-yaar kii motii piro.iye
dandaa.n zaruur hai.n dahan-e-maar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dahan-e-sher me.n jaa baiThe lekin ai dil
na kha.De ho jiye KHuubaan-e-dil-aazaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-hukm kiijiye phir KHanjaro.n kii dildaarii
dahaan-e-zaKHm se afsaana-e-guluu kahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
maze hai.n us dahan-e-zaKHm ke liye kyaa kyaa
jo chuuse tiir ke paikaan ko zabaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dhyaan aayaa jis gha.Dii us ke dahaan-e-ta.ng kaa
ho gayaa dam band mushkil lab hilaanaa ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
lo savaal-e-dahan-e-basta kaa aataa hai javaab
tiir sargoshiyaa.n karte hai.n kamaa.n boltii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
us ke dahaan-e-ta.ng kii ta.ngii na puuchhiye
ejaaz samjhe baat jo mu.nh se nikal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
mire siine se teraa tiir jab ai ja.ng-juu niklaa
dahaan-e-zaKHm se KHuu.n ho ke harf-e-aarzuu niklaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
'safdar' ajiib lagtii hai bastii basii hu.ii
aatish-fishaa.n ke surKH dahaane ke saath saath