SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahal"
Ghazal MATCHES FOR "dahal"
Ghazal
apne markaz se agar duur nikal jaa.oge
KHvaab ho jaa.oge afsaano.n me.n Dhal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
ik tez tiir thaa ki lagaa aur nikal gayaa
maarii jo chiiKH rail ne jangal dahal gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
shaam be-kaif sahii shaam hai Dhal jaa.egii
din bhii niklegaa tabii.at bhii sambhal jaa.egii
Jaleel nizami
Ghazal
dopahar vo hai ki hotii nazar aatii hii nahii.n
din hamaaraa to bahut pahle hii Dhal jaanaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
din me.n bhii dahal jaataa huu.n aabaad gharo.n se
saayaa saa mire saath ye Dar kaisaa lagaa hai
Shafiq Saleemi
Ghazal
raat-bhar is shahr me.n vo saanehe hote hai.n 'zeb'
dil dahal uThtaa hai meraa sub.h ke aKHbaar se
Aurang zeb
Ghazal
amn kii shaaKH pe baiThe hu.e panchhii saare
shar-pasando.n kii sharaarat se dahal jaate hai.n
Shabbir Ahmad Shad
Ghazal
mai.n ne ye jab sunaa to miraa dil dahal gayaa
suuraj kaa jism aag kii lapTo.n se jal gayaa
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
sun kar jise pahaa.Do.n ke siine dahal ga.e
ye bhii karishma dosto apnii sadaa kaa thaa
Waseem Minai
Ghazal
jis kahaanii ke tasavvur se dahal jaate hai.n log
us kaa mai.n markazii kirdaar hu.aa kartaa thaa
Ehsanul Haq Mazhar
Ghazal
tirii yalGaar se duniyaa bhii dahal saktii hai
tuu badal jaa.e to har chiiz badal saktii hai
Lateef Saani
Ghazal
kyaa la.De.nge ham se vo talvaar se shamshiir se
dil dahal jaate hai.n jin ke naara-e-takbiir se
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
Shafi Zamin
Ghazal
is Dar se naala kar nahii.n saktaa firaaq me.n
mar jaa.uu.ngaa jo vo dil-e-naazuk dahal gayaa