SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dahal"
Ghazal
apne markaz se agar duur nikal jaa.oge
KHvaab ho jaa.oge afsaano.n me.n Dhal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
ik tez tiir thaa ki lagaa aur nikal gayaa
maarii jo chiiKH rail ne jangal dahal gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dahal"
Ghazal
shaam be-kaif sahii shaam hai Dhal jaa.egii
din bhii niklegaa tabii.at bhii sambhal jaa.egii
Jaleel nizami
Ghazal
dopahar vo hai ki hotii nazar aatii hii nahii.n
din hamaaraa to bahut pahle hii Dhal jaanaa hai
Zafar Iqbal
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Muneer Niyazi
Nazm
duniya ko kahan tak jaana hai
insaan kii nannhii zaato.n kaa
KHush honaa aur dahal jaanaa
Farhat Ehsas
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
din me.n bhii dahal jaataa huu.n aabaad gharo.n se
saayaa saa mire saath ye Dar kaisaa lagaa hai
Shafiq Saleemi
Ghazal
raat-bhar is shahr me.n vo saanehe hote hai.n 'zeb'
dil dahal uThtaa hai meraa sub.h ke aKHbaar se
Aurang zeb
Ghazal
amn kii shaaKH pe baiThe hu.e panchhii saare
shar-pasando.n kii sharaarat se dahal jaate hai.n
Shabbir Ahmad Shad
Ghazal
mai.n ne ye jab sunaa to miraa dil dahal gayaa
suuraj kaa jism aag kii lapTo.n se jal gayaa
Mohsin Aftab Kelapuri
Sher
vo saaneha hu.aa thaa ki bas dil dahal ga.e!
ik shab me.n saare shahr ke chehre badal ga.e
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
sun kar jise pahaa.Do.n ke siine dahal ga.e
ye bhii karishma dosto apnii sadaa kaa thaa
Waseem Minai
Kulliyat
mai.n dah-dila to aage hii thaa fart-e-shauq se
taur us kaa dekh aur bhii kuchh dil dahal gayaa






