SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "dar-e-yaar"
Ghazal
lauT aa.e hai.n miyaa.n KHud hii dar-e-yaar se ham
yuu.n hii kab tak lage rahte bhalaa diivaar se ham
Hamza Daim
Ghazal
ko.ii balaa ho dar-e-yaar tak nahii.n aatii
ki dhuup saaya-e-diivaar tak nahii.n aatii
Kashif Husain Ghair
Ghazal
hasrat hai shahr-e-yaar me.n marnaa nasiib ho
jagmag hu.aa to kyaa hu.aa viiraa.n hu.aa to kyaa
Asif Dar
Ghazal
barbaad na kar us ko zaraa haath pe dhar laa
ai baad-e-sabaa KHaak-e-dar-e-yaar idhar laa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
jin ko bhii milii KHaak-e-dar-e-yaar zaraa sii
be-nuur jabiino.n ko vo chamkaa.e hu.e hai.n
Mohammad Afzal
Ghazal
dar-e-yaar ka.aba nahii.n phir bhii zaahid
dar-e-yaar par sar jhukaanaa pa.Degaa
Makhmoor Bhopali
Ghazal
rakkhii hu.ii hai sa.ng-e-dar-e-yaar par jabii.n
is ijz par Guruur kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
aa hii ga.ii thii aaj nii.nd sang-e-dar-e-yaar par
be-KHudii-e-aarzuu 'umr ho terii daraaz
Syeda Akhtar
Ghazal
tamaam umr masaafat me.n kaT ga.ii apnii
magar hanuuz dar-e-yaar tak nahii.n pahu.nche
Raoof Ameer
Ghazal
naa chaahte hu.e bhii 'ayaadat ke vaaste
darvesh ban ke roz dar-e-yaar tak ga.e
Mahwar Sirsivi
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jaago ai mumlikat-e-ishq ke sone vaalo
shab ko darbaan-ए-dar-e-yaar sadaa dete hai.n
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
is qadar zo.af me.n aavaaz nikaltii to kahaa.n
ham se zanjiir-e-dar-e-yaar hilaa.ii na ga.ii
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
jitnaa bhii chaahuu.n dar-e-yaar se bach kar nikluu.n
tohmate.n itnii ziyaada mire sar aatii hai.n
Farzana Nainan
Ghazal
bismil chale.nge aaj dar-e-yaar tak zaruur
pazhmurda dil ko tere gul-e-tar banaa.e.nge
Syed Aminul Hasan Mohani Bismil
Ghazal
KHud ko miTaa sako to mirii iqtidaa karo
paas-e-anaa bhii aur dar-e-yaar bhii nahii.n
Wahid Nazeer
Ghazal
kuchh roz aastaan-e-dar-e-yaar bhii sahii
'aabid' tavaaf-e-ka.aba-o-but-KHaana ho chukaa