SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-e-yaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dar-e-yaar"
Ghazal
lauT aa.e hai.n miyaa.n KHud hii dar-e-yaar se ham
yuu.n hii kab tak lage rahte bhalaa diivaar se ham
Hamza Daim
Ghazal
ko.ii balaa ho dar-e-yaar tak nahii.n aatii
ki dhuup saaya-e-diivaar tak nahii.n aatii
Kashif Husain Ghair
Sher
mai.n to hairaa.n huu.n matab hai ki dar-e-yaar hai ye
yaa.n to biimaar pe biimaar chale aate hai.n
Jurat Qalandar Bakhsh
MORE MATCHES FOR "dar-e-yaar"
Ghazal
dar-e-yaar ka.aba nahii.n phir bhii zaahid
dar-e-yaar par sar jhukaanaa pa.Degaa
Makhmoor Bhopali
Ghazal
jaago ai mumlikat-e-ishq ke sone vaalo
shab ko darbaan-ए-dar-e-yaar sadaa dete hai.n
Rasheed lakhnavi
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
is qadar zo.af me.n aavaaz nikaltii to kahaa.n
ham se zanjiir-e-dar-e-yaar hilaa.ii na ga.ii
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
honaa hai jo hastii ko mirii KHaak hii 'siimaab'
pahle hii se kyuu.n KHaak-e-dar-e-yaar na ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
vo log jin kii dasht-navardii kii dhuum thii
muddat hu.ii ki sa.ng-e-dar-e-yaar ho ga.e
Bashar Nawaz
Ghazal
rakkhii hu.ii hai sa.ng-e-dar-e-yaar par jabii.n
is ijz par Guruur kiye jaa rahaa huu.n mai.n