SEARCH RESULTS
Showing search results for "daraaz-qad"
Ghazal MATCHES FOR "daraaz-qad"
Ghazal
har ek saal manaa.uu.n mai.n jashn-e-lams us kaa
jo dastaras me.n mirii vo daraaz-qad aa.e
Syed Kashif Raza
Ghazal
daraaz-qad ba-adaa-e-KHiraam kyaa kahnaa
tamaam ahl-e-jahaa.n ke liye hai dars-e-vaqaar
Shaz Tamkanat
Ghazal
na jaane kis liye zahmat uThaa rahe hai.n log
daraaz qad bhii jab apnaa ghaTaa liyaa mai.n ne
Aalam Nizami
Ghazal
junuu.n ke dasht me.n nikle.n vafaa kii had kar de.n
uThaa ke e.Diyaa.n apnii daraaz qad kar de.n
Rizvan Anjum
Ghazal
zaKHm kuchh aise de ke gayaa daaraa.ii kaa karb
bhog rahaa huu.n muddat se tanhaa.ii kaa karb
Aslam Haneef
Ghazal
daaman daraaz kar to rahe ho du.aa.o.n ke
dhabbe bhii hai.n nigaah me.n apnii qabaa.o.n ke
Mohammad Amir Azam Quraishi
Ghazal
phailaa hai jaal baam pe zulf-e-daraaz kaa
totaa u.De na haath se ahl-e-niyaaz kaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
mohtaaj nahii.n qaafila aavaaz-e-daraa kaa
siidhii hai rah-e-but-kada ehsaan KHudaa kaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
go tahii-nasiib ne duur rakhaa to kyaa hu.aa
banda-e-KHaana-zaad huu.n us ke qad-e-daraaz kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
niichii nazar kushaada jabii.n darmiyaana qad
gesuu daraaz shiirii.n zabaa.n husn mustanad
Aamir Ata
Ghazal
bas band kar zabaa.n ki sune ai zabaa.n-daraaz
kab tak tirii zabaa.n se ko.ii kam zabaa.n-zubuu.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
daraaz-qaamtii teraa hunar gayaa aaKHir
jo qad ko mai.n ne ba.Dhaayaa to sar gayaa aaKHir
P P Srivastava Rind
Ghazal
Noman Anwar
Ghazal
qad-aavarii pe apnii hame.n naaz thaa bahut
suuraj ugaa to qad se bhii saa.e daraaz the
Saif Sasarami
Ghazal
majme me.n apne qad ko ba.Dhaane ke shauq me.n
jis kaa ho qad daraaz vo sar chhiin loge kyaa
Rehan Alvi
Ghazal
u.D chaloge jo hu.e chehre pe gesuu paidaa
taa.ir-e-husn karegaa par-o-baazuu paidaa