SEARCH RESULTS
Showing search results for "daraz"
Ghazal MATCHES FOR "daraz"
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dilo.n ko fikr-e-do-aalam se kar diyaa aazaad
tire junuu.n kaa KHudaa silsila daraaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
daraaz dast-e-tamannaa nahii.n kiyaa mai.n ne
karam tumhaaraa musalsal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
Guruur-e-zohd ne sikhlaa diyaa hai vaa.iz ko
ki bandagaan-e-KHudaa par zabaa.n daraaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
raat ke pahluu me.n phailaa diijiye zulf-e-daraaz
yuu.nhii kuchh tuul-e-sab-e-biimaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
isii ne mujh ko qanaa'at kaa boriyaa baKHshaa
isii ke haath se dast-e-daraaz-e-tam’ hai shal
Ahmad Faraz
Ghazal
uljhaa hai paa.nv yaar kaa zulf-e-daraaz me.n
lo aap apne daam me.n sayyaad aa gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
falak na duur rakh us se mujhe ki mai.n hii nahii.n
daraaz-dasti-e-qaatil ke imtihaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
ik iztiraab musalsal Gayaab ho ki huzuur
mai.n KHud kahuu.n to mirii daastaa.n daraaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
rah-e-daraaz hai aur duur shauq kii manzil
garaa.n hai marhala-e-umr giit gaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
hijraa.n me.n us ke zindagii karnaa bhalaa na thaa
kotaahii jo na hove ye umr-e-daraaz se