SEARCH RESULTS
Showing search results for "dargah"
Ghazal MATCHES FOR "dargah"
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
jam.a the raat mire ghar tire Thukraa.e hu.e
ek dargaah pe sab raa.nda-e-dargaah mile
Umair Najmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ho.n vo 'amiir-imaam' ki farhaad-o-qais ho.n
aa.o ki har shahiid kii dargaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
dil ke madfan pe nahii.n ko.ii bhii rone vaalaa
apnii dargaah ke ham KHud hii mujaavir Thahre
Qaisarul Jafri
Ghazal
iltijaa tujh se kab ai qibla-e-haajaat na thii
terii dargaah me.n kis roz munaajaat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye kyuu.n hai naa-umiidii dargaah-e-kibriyaa se
jo kuchh ki aarzuu hai vaisaa hii paa.iyegaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
parda-e-dard me.n aaraam baTaa karte hai.n
us kii dargaah me.n in.aam baTaa karte hai.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
kamii nahii.n tirii dargaah me.n kisii shai kii
vahii milaa hai jo muhtaaj kaa savaal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us ko insaan to kahte hu.e sharm aatii hai
terii dargah se jise rattii bhii Gairat na milii