SEARCH RESULTS
Showing search results for "dargah-e-tauhiid-ma.aab"
Ghazal MATCHES FOR "dargah-e-tauhiid-ma.aab"
Ghazal
ishq hii ishq ho aashiq ho na ma.ashuuq jahaa.n
aisii ik dargah-e-tauhiid-ma.aab aur bhii hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'KHumaar'
tauhiin-e-mai-kashii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
tauhiin-e-mai na kartii thii rindo.n me.n vaa.izaa
izzat tumhaarii qibla-e-haajaat rah ga.ii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
Gam-e-tauhiin-e-mai-KHaana hai 'shaarib'
mujhe tishna-labii kaa Gam nahii.n hai
Sharib Lakhnavi
Ghazal
dil me.n Gubaar rakhnaa hai tauhiin-e-mai-kashii
bas KHatm uTh ke haath milaa.o nashe me.n aa.o
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
KHaamoshiyo.n kii aag me.n jaltaa hai mai-kada
dil-daadgaan-e-sho.ala-ruKHaa.n kuchh na kuchh to ho
Tab Aslam
Ghazal
mastiyaa.n 'saahir' kii hai.n jaam-e-mai-e-tauhiid se
ho sake to aise kaafir ko musalmaa.n kiijiye
Sahir Dehlavi
Ghazal
karishma-e-mai-e-tauhiid ai ta.aal-allaah
suruur hai mire saaqii ko aur pii mai.n ne
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
apnii taqdiis pe yuu.n shaiKH-e-haram mat itraa
mai.n ne bhii parcham-e-tauhiid uThaa rakkhaa hai
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
dekhnaa ye hai ki mai-KHaane se nikle kyuu.n-kar
shaiKH aa.e to ba.Dii izzat-o-tauqiir ke saath
Nadir Kakorvi
Ghazal
us kaa kyaa Thiik ki logo.n ne ba-yak-vaqt 'jamaal'
sar-e-mai-KHaana-o-dargaah use dekhaa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
parda-e-dard me.n aaraam baTaa karte hai.n
us kii dargaah me.n in.aam baTaa karte hai.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
ai husn zamaane ke tevar bhii to samjhaa kar
ab zulm se baaz aa jaa ab jaur se tauba kar
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
sarmaaya-e-dil aur hai sarmaaya-e-jaa.n aur
ye ganj-e-nihaa.n aur hai vo ganj-e-nihaa.n aur
Sham Lal Sahar Dehlvi
Ghazal
paa.nv yuu.n naaz-KHiraamii me.n nahii.n Daal abhii
kitne hii baaqii hai.n is raah me.n janjaal abhii
Tauqeer Ahmad
Ghazal
kahaa.n ke naam o nasab ilm kyaa faziilat kyaa
jahaan-e-rizq me.n tauqiir-e-ahl-e-haajat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ba.Dh chalaa ishq to dil chho.D ke duniyaa uTThaa
KHud-baKHud josh-e-mai-e-naab se shiisha uTThaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kisii suurat se ho ab un se sharh-e-aarzuu hogii
zabaa.n KHaamosh hogii to nazar se guftuguu hogii