SEARCH RESULTS
Showing search results for "darham"
Ghazal MATCHES FOR "darham"
Ghazal
tum ko jahaan-e-shauq-o-tamannaa me.n kyaa milaa
ham bhii mile to darham o barham mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
shaayad ki kaam sub.h tak apnaa khi.nche na 'miir'
ahvaal aaj shaam se darham bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ulTaa safo.n ko teG ne abruu-e-yaar kii
tiir-e-mizha se darham-o-barham pare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shab ko nashe me.n baaham thii guftuguu-e-darham
us mast ne jha.nkaayaa yaanii bahut jhukaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
kuchh adhuure KHvaab aa.nkho.n me.n liye
ham bhii 'aKHtar' darham o barham chale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
kaam apnaa na hu.aa jab kajii-e-abruu se
gesuu-e-yaar hu.e darham-o-barham paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Arman Akbarabadi
Ghazal
jaaduu use aataa hai ye ma.aluum hai sab ko
jaaduu se kisii shai ko vo darham na karegaa
Ahmad Soz
Ghazal
dil-e-bul-havas laa.eq-e-daaG-e-ulfat
ye darham na the is KHazaane ke qaabil
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Khalid Abrar
Ghazal
Abdul Hamid
Ghazal
yuu.n nazm-e-jahaa.n darham-o-barham na hu.aa thaa
aisaa bhii tire husn kaa aalam na hu.aa thaa
Fani Badayuni
Ghazal
bazm-e-dushman na kabhii darham-o-barham dekhii
kyaa tiraa daur vo ai gardish-e-dauraa.n na rahaa