SEARCH RESULTS
Showing search results for "darinda-sifat"
Ghazal MATCHES FOR "darinda-sifat"
Ghazal
adab se aarii darinda-sifaat logo.n me.n
mai.n baiThtaa hii nahii.n vaahiyaat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
saffaakiyaa.n ba.Dhii.n to darinda-sifat banaa
insaan giraa hai aadamiyyat ke maqaam se
Haidar Ali Jafri
Ghazal
hame.n ye kaisaa darinda sifaat daur milaa
guzar rahaa hai bahut chiir-phaa.D karte hu.e
Hamida Shaheen
Ghazal
dariyaa sifat bhii ho ke na sairaab kar sakaa
barse binaa jo chhaT ga.ii aisii ghaTaa huu.n mai.n
Ahmad Adil
Ghazal
kitnii umro.n se mai.n tere saath safar me.n huu.n
khol apne asraar kabhii tuu ai dil ai dariyaa
Yusuf Hasan
Ghazal
KHudaa KHudaa na pukaaregaa naa-KHudaa kab tak
bha.nvar hai taak me.n kiina-sifaat dariyaa hai
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
ik KHaak kii naa.o kaa safar jaarii hai phir bhii
mu.nh-zor hai.n go jhaag u.Daate hu.e dariyaa
Riyaz Saghar
Ghazal
dar-pesh mujhe aise samundar kaa safar hai
jis me.n mujhe laayaa hai ye haalaat kaa dariyaa
Uzma Siddiqi
Ghazal
goyaa thaa ek aalam kaa dariyaa cha.Dhaa hu.aa
'shaahid' sifaat-e-shaah-e-najaf dekhte rahe
Shahid Meer
Ghazal
mirii sifaat kaa jab us ne e'tiraaf kiyaa
bajaa.e chehra ke aa.iina mai.n ne saaf kiyaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
Amar Singh Figar
Ghazal
tamaam jism ko gard-o-Gubaar karte hu.e
mai.n KHaak ho gayaa sahraa ko paar karte hu.e