SEARCH RESULTS
Showing search results for "darmaa.nda-o-be-chaara"
Ghazal MATCHES FOR "darmaa.nda-o-be-chaara"
Ghazal
go zindagi-e-zaahid-e-be-chaara abas hai
itnaa hai ki rahtii to hai tadbiir vazuu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
gardish me.n ik sitaara-e-be-chaara hii nahii.n
hai aasmaa.n bhii zer-o-zabar raqs kiijiye
Muzaffar Ali Syed
Ghazal
'maahir'-e-be-chaara par kar ke ye jaur-o-jafaa
phir na zabaa.n apnii par naam-e-vafaa laa.iye
Fakhruddin Khan Mahir
Ghazal
'aahan'-e-be-chaara-o-bekas kaa puuchho haal kyaa
shaah-e-istiGnaa hai lekin tere dar kaa vo faqiir
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
jo baa.Dh aa.ii to be-chaara bah gayaa KHud hii
jo band baa.ndh rahaa thaa fasaad par kab se
Qaisarul Jafri
Ghazal
Saeed Shahidi
Ghazal
Bebak Bhojpuri
Ghazal
thak thak ga.e hai.n aashiq darmanda-e-fuGaa.n ho
yaarab kahii.n vo Gaflat fariyaad-e-be-kasaa.n ho
Qalaq Merathi
Ghazal
husn be-chaara to ho jaataa hai aksar mehrbaa.n
phir use aamaada-e-be-daad kar letaa huu.n mai.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
bache kyuu.nki be-chaara murG-e-gurasna
ba-kasrat hai.n daam aur daane bahut hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
ai lucknow ke phuulo na 'manzar' ko sataa.o
ghabraa ke chalaa jaa.e na be-chaara kahii.n aur
Manzar Lakhnavi
Ghazal
aataa hai rahm naaseh-e-mushfiq ke haal par
be-chaara 'umr-bhar hame.n samjhaa.e jaa.egaa
Anwar Shuoor
Ghazal
is ko ta.aliim o mohabbat kii zaruurat hai abhii
kam-sinii me.n ye jo be-chaara kamaane niklaa
Arif Ansari
Ghazal
aaj maa.il-ba-tajallii hai jo lailaa-e-hariim
qais be-chaara kahii.n sarf-e-bayaabaa.n hogaa
Betab Sury
Ghazal
ek shab to vasl-e-jaanaa.n kii tavaazo ai falak
chaar din mehmaan tere ghar me.n mai.n be-chaara thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
log mar jaate hai.n be-chaara-garii ke hote
dam-e-iisaa bhii nahii.n ab ki jilaa de aa kar