SEARCH RESULTS
Showing search results for "dasht-e-haalaat"
Ghazal MATCHES FOR "dasht-e-haalaat"
Ghazal
dasht-e-haalaat me.n yaado.n se ham-aaGoshii-e-dil
jaise ik eid tire saath manaa le ko.ii
Ishrat Jalandhari
Ghazal
dhuup hii dhuup me.n zehno.n ko safar karnaa hai
dasht-e-ehsaas me.n diivaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
saare din karte hai.n ham dasht-e-tamannaa kaa safar
gard chehre pe liye shaam ko ghar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
phir dard kii fazaa me.n safar hai KHayaal kaa
phir vajd me.n hai.n dasht-o-bayaabaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
dasht-e-paimaa.ii se be-zaar tamannaa.e.n hai.n
baar hai un ko mire qalb kaa mehmaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vaqt kii dhuup me.n huu.n dasht-navard-e-haalaat
apnaa saaya bhii jahaa.n qad se ba.Daa hotaa hai
Badr Shamsi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
pa.Dhte rahe daruud hai dasht-e-arab gavaah
ye baat hai Galat ki hajar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn-e-Raza
Ghazal
har dasht-o-dar me.n phuul khilaane ke vaaste
aksar to nok-e-KHaar pe chalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dasht-e-hayaat suurat-e-sahraa dikhaa.ii de
miilo.n ko.ii shajar hii na saaya dikhaa.ii de