SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-ba-dast"
Ghazal MATCHES FOR "dast-ba-dast"
Ghazal
Ejaz Gul
Ghazal
tum roz-o-shab jo dast-ba-dast-e-aduu phire
mai.n paa.emaal-e-gardish-e-ayyaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
tum roz-o-shab jo dast-ba-dast-e-aduu phire
mai.n paa.emaal-e-gardish-e-ayyaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
mai.n rukaa nahii.n kisii raah me.n na panaah me.n
mirii jang dast-ba-dast hai yahii raqs hai
Rasheed Nisar
Ghazal
taa-mai-kada rindo.n me.n jo dast-ba-dast aa.e
us jubbe ko kyaa kahiye dastaar ko kyaa kahiye
Sarosh Lucknowi
Ghazal
taa-mai-kada rindo.n me.n jo dast-ba-dast aa.e
us jubbe ko kyaa kahiye dastaar ko kyaa kahiye
Sarosh Lucknowi
Ghazal
KHanjar-ba-dast hai na jahaa.n sar-ba-kaf ko.ii
aasaar-e-zindagii ke nahii.n us taraf ko.ii
Azeez Baghravi
Ghazal
din ko tapte hu.e suuraj me.n rahe dast-ba-dast
shaam ko dil kii taraf dard ke lashkar aa.e
Suhail Ahmad Farooqi
Ghazal
tesha-ba-dast aa mire aazar taraash de
be-Dol hai bahut miraa paikar taraash de
Ashfaque Anjum
Ghazal
letaa hai jaan merii to me.n sar-ba-dast huu.n
ai yaar mai.n to kushta-e-roz-e-alast huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ham sho.ala-ba-dast itnii mohabbat se jale hai.n
jo dekhne vaale the vo hasrat se jale hai.n
Akram Jazib
Ghazal
tuu zaraa taal ba.Dhaa kar ko.ii misra.a to uThaa
kis tarah dekhnaa ham dast-ba-daf aate hai.n
Ahmad Aqeel
Ghazal
alam-ba-dast kahii.n aa.ina-ba-kaf huu.n mai.n
tire KHilaaf har ik samt saf-ba-saf huu.n mai.n
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
uTho to dast-ba-saaGar chalo to shiisha-ba-dosh
ye mai-kada hai yahaa.n yuu.n guzar nahii.n hotii
Amrit Lal Ishrat
Ghazal
kyaa kyaa ba-dast-e-Gaib sabhii ne liyaa na thaa
lekin mirii vafaa kaa ko.ii bhii sila na thaa
Jameel Malik
Ghazal
kyaa kyaa ba-dast-e-Gaib sabhii ne liyaa na thaa
lekin mirii vafaa kaa ko.ii bhii sila na thaa