SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-mursal"
Ghazal MATCHES FOR "dast-e-mursal"
Ghazal
dosh par aaGosh me.n pahluu me.n haidar kab na the
dast-e-mursal par bulandii kaa mazaa kuchh aur hai
Iffat abbas
Ghazal
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
TuuTaa na ek sang bhii kyaa jaane kitne log
tesha-ba-dast daaman-e-kohsaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ham ne maanaa ki tahii-dast hai.n par sab ke liye
dil me.n ganjiina-e-iKHlaas-o-vafaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
surKHii ke sabab KHuub khilaa hai gul-e-laala
aariz me.n labo.n me.n kaf-e-dast o kaf-e-paa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
is baargaah-e-ahmad-e-mursal ke saamne
vaq.at nahii.n hai kuchh bhii falak se habaab kii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
hai phir saliib kii zad par hilaal kaa parcham
jahaan-e-ummat-e-mursal duhaa.ii detaa hai
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
misaal-e-dast-e-zuleKHaa tapaak chaahtaa hai
ye dil bhii daaman-e-yuusuf hai chaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
vo dil jis ko KHayaal-e-mursal-e-muKHtaar ho jaa.e
tajallii-gaah-e-rahmat matla-e-anvaar ho jaa.e
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Bilal Ahmad
Ghazal
kyaa ho shoriida-saro.n kii guzar auqaat ki log
dast-e-be-faiz-o-dil-e-ta.ng liye phirte hai.n