SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-shanaasii"
Ghazal MATCHES FOR "dast-shanaasii"
Ghazal
ham ne bhii dast-shanaasii ke bahaane kii hai.n
haath me.n haath liye pyaar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
haa.n dast-shanaasii pe ba.Daa naaz thaa us ko
dekhaa na gayaa us se mire haat kaa ja.ngal
Aslam Kolsarii
Ghazal
dikhaa na dast-shanaaso.n ko haath, faal na puuchh
vo baat jis se ho sun kar tujhe malaal na puuchh
Mukhlis Wajdani
Ghazal
KHush-shanaasii kaa bharam TuuTaa na thaa
aa.ine me.n mu.nh kabhii dekhaa na thaa
Khalish Qadiri
Ghazal
bach ke vo nikalte hai.n jin se ruu-shanaasii hai
zindagii hamaarii to ab ajal-numaa sii hai
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
ai vaqt-shanaaso ye ka.Daa vaqt hai kaisaa
ai dast-shanaaso miraa tum haat to dekho
Afroz Rizvi
Ghazal
dhuup niklii to bataa.egii hai saaya kitnaa
apnaa hii jism hai apne se paraayaa kitnaa
Naseem Ajmal
Ghazal
dasht-dar-dasht bikharte chale jaate hai.n 'shanaas'
jaane kis aalam-e-vahshat me.n uThaa.e ga.e ham
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
jaane unhe.n hai dast-shanaaso.n ne kyaa kahaa
phirte hai.n log haath me.n kaasa liye hu.e
Aftab Khan
Ghazal
Ishaq Asar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ye samajh lo naa-shanaas-e-rah-e-manzil-e-vafaa hai
jo qadam qadam pe puuchhe abhii kitnaa faasla hai
Makhdoom Zada Mukhtar Usmani
Ghazal
tumhaare baa'd jo bikhre to kuu-ba-kuu hu.e ham
phir is ke baa'd kahii.n apne ruu-ba-ruu hu.e ham
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
daraaz karte raho dast-e-haq-shanaas apnaa
bahut hu.aa to vo neze pe sar uThaa.e.nge