SEARCH RESULTS
Showing search results for "davaam"
Ghazal MATCHES FOR "davaam"
Ghazal
siina raushan ho to hai soz-e-suKHan ain-e-hayaat
ho na raushan to suKHan marg-e-davaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
diid kii ek aan me.n kaar-e-davaam ho gayaa
vo bhii tamaam ho gayaa mai.n bhii tamaam ho gayaa
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye jalvo.n kii taabaaniyo.n kaa tasalsul
ye zauq-e-nazar kaa davaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Dhuu.nD rahaa hai fara.ng aish-e-jahaa.n kaa davaam
vaa.e-tamannaa-e-KHaam vaa.e-tamannaa-e-KHaam
Allama Iqbal
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
hinaa-e-paa-e-KHizaa.n hai bahaar agar hai yahii
davaam-e-kulfat-e-KHaatir hai aish duniyaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
fanaa ne kuchh nahii.n maa.ngaa savaal karte hu.e
isii adaa pe KHudaa se davaam us ne liyaa
Faisal Ajmi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
sharaab-e-shauq kii qiimat hai naqd-e-jaan-e-aziiz
agar ye baa.is-e-kaif-e-davaam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Ghazal
kare.nge mar ke baqaa-e-davaam kyaa haasil
jo zinda rah ke maqaam-e-hayaat paa na sake
Jigar Moradabadi
Ghazal
mii.aad-e-davaam-o-abad ik nii.nd hai us kii
ham muntahii-e-jalva-e-jaanaa.n hai.n abhii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
davaam baKHsh to saktaa huu.n KHaamushii ko magar
ye kaam mai.n kisii aavaaz par nahii.n karuu.ngaa
Abhishek Shukla
Ghazal
hayaat ban ga.ii thii jin me.n ek KHvaab-e-hayaat
are davaam-o-abad the vahii to kuchh lamhaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mar kar davaam paa.nv ye ummiid to nahii.n
merii kahaanii baa'd me.n kahtaa ko.ii to ho