SEARCH RESULTS
Showing search results for "dehli"
Ghazal MATCHES FOR "dehli"
Ghazal
tazkira dehli-e-marhuum kaa ai dost na chhe.D
na sunaa jaa.egaa ham se ye fasaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
dehlii ke rahne vaalo 'asad' ko sataa.o mat
be-chaara chand roz kaa yaa.n mehmaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
thaa 'zauq' pahle dehlii me.n panjaab kaa saa husn
par ab vo paanii kahte hai.n multaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ab na vo ahbaab zinda hai.n na rasm-ul-KHat vahaa.n
ruuTh kar urdu to dehlii se dakan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
bas ek zaat hazrat-e-'shaidaa' kii hai yahaa.n
dehlii se rafta rafta sab ahl-e-hunar ga.e
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
vo kahaa.n jalva-e-jaa.n-baKHsh butaan-e-dehlii
kyuu.n ki jannat pe kiyaa jaa.e gumaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
zikr barbaadii-e-dehlii kaa sunaa kar hamdam
neshtar zaKHm-e-kuhan par na lagaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
nahii.n haal-e-dehlii sunaane ke qaabil
ye qissa hai aa.nsuu bahaane ke qaabil
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
kar liyaa hai aqd urdu-e-mu.allaa se 'hafiiz'
qil.a-e-dehlii se aa.ii thii ye Thukraa.ii hu.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jaane kyo.n tuu use kartaa rahaa barbaad sadaa
vo jo ik dil thaa miraa vo ko.ii dehlii to na thii
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
KHush-haaliyaa.n dehlii kii bajaa aaj bhii lekin
yaad aatii hai kalkatte kii vo shoKH javaanii
Abdussalam Asim
Ghazal
tuu zabaan-e-dehlii-o-lahaur kaa parvardigaar
mai.n sukuut-e-gilgit-o-askar do-paara-e-chanaar