SEARCH RESULTS
Showing search results for "dha.dakte"
Ghazal MATCHES FOR "dha.dakte"
Ghazal
har dha.Dakte patthar ko log dil samajhte hai.n
umre.n biit jaatii hai.n dil ko dil banaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
saa.ns lete hu.e insaa.n bhii hai.n laasho.n kii tarah
ab dha.Dakte hu.e dil kii bhii lahad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
insaan huu.n dha.Dakte hu.e dil pe haath rakh
yuu.n Duub kar na dekh samundar nahii.n huu.n mai.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
raushnii aise dha.Dakte to na dekhii thii kabhii
ye jo rah rah ke chamaktaa hai ye kyaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ko.ii lashkar ki dha.Dakte hu.e Gam aate hai.n
shaam ke saa.e bahut tez qadam aate hai.n
Bashir Badr
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
KHushbuu ho to jho.nke kii tarah phuul se niklo
dil ho to mirii jaan dha.Dakte hu.e aa jaa.o
Javed Saba
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
vo dil jo KHaak hu.e aaj tak dha.Dakte hai.n
rah-e-vafaa tire mojiz-raqam ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
aise sannaaTe me.n jab baar ho aavaaz-e-nafas
suurat-e-dil hii kisii dil me.n dha.Dakte rahiye
Zehra Nigaah
Ghazal
Rasa Chughtai
Ghazal
dha.Dakte sher sune ham ne bint-e-'kaif' se aaj
mile ham ek mohabbat kii shaa.era se bhii
Parveen Kaif
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ehsaas saa hotaa hai dha.Dakte hu.e dil ko
shaayad mujhe bhuulii hu.ii duniyaa ne kiyaa yaad
Fazl Lakhnavi
Ghazal
ye jo itne saare dil saath hii dha.Dakte hai.n
kuchh qalam kaa naata hai kuchh hunar kaa rishta hai