SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhabbe"
Ghazal MATCHES FOR "dhabbe"
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jagah jagah seel ke ye dhabbe ye sard bistar
hamaare kamre se dhuup kii be-ruKHii to dekho
Shariq Kaifi
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
baaqii saare KHat pe dhabbe aa.nsu.o.n ke rah ga.e
ek hii jumla pa.Dhaa mai.n ne tirii tahriir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
un qaatilo.n ke chehre ab to ughaariyegaa
taaza lahuu ke dhabbe jin ke naqaab par hai.n
Kunwar Bechain
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
dekh kar dhabbe lahuu ke dast-e-aadam-zaad par
taarii apne zehn par ilhaad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
tire kamaal ke dhabbe tire uruuj ke daaG
chhupaa.egaa to ko.ii ahl-e-fan chhupaa.egaa
Ehsan Danish
Ghazal
holii par bhii kaam nahii.n aataa hai vo
jis kurte par KHuun ke dhabbe hote hai.n
Tanoj Dadhich
Ghazal
mausam-e-ra.ng bhii hai fasl-e-KHizaa.n bhii taarii
dekhnaa KHuun ke dhabbe hai.n ki hai gul-kaarii
Ali Sardar Jafri
Ghazal
hasiin chaa.nd ke chehre pe pa.D ga.e dhabbe
ki mere dil ke a.ndhere se ye bhii guzraa thaa
Ateeq Anzar
Ghazal
faisla ye ho na paayaa roz kii baato.n ke baad
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke baad
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
kisii mahal me.n na shaaho.n kii aan-baan me.n hai
sukuun jo kisii Dhaabe ke saa.ebaan me.n hai