SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhabbe"
Nazm MATCHES FOR "dhabbe"
Nazm
Dhaka se wapsi par
kab nazar me.n aa.egii be-daaG sabze kii bahaar
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dusra ban-bas
paa.nv sarjuu me.n abhii raam ne dho.e bhii na the
ki nazar aa.e vahaa.n KHuun ke gahre dhabbe
Kaifi Azmi
Nazm
tanhai mein
ghar gayaa zehn Gam-e-ziist ke andaazo.n me.n
har hathelii pe dhare soch rahaa huu.n baiThaa
Akhtarul Iman
Nazm
kyun
aur yahii surKH lahuu ke dhabbe
jinhe.n tahriir-e-gul-o-laala kahaa thaa tum ne
Ada Jafarey
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
ki din Dhale shahr se nikal kar
kidhar ko jaane kaa ruKH kiyaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
jaan dii jaavedaa.n lamhaat tilaavat mashGuul
KHuun ke dhabbe hai.n qur.aan pe taabinda nazar
Adil Mansuri
Nazm
eid milan
haivaaniyat ne KHuun ke dhabbe janam diye
barsaat aa ke KHuun ke dhabbe chhu.Daa.e hai
Nazeer Banarasi
Nazm
malum nahin kyun
ab KHuun ke dhabbe hai.n mudiiro.n kii qabaa par
KHaama dam-e-samsaam hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
Shorish kashmiri
Nazm
har jada-e-shahr
sau tamaasho.n ke pa.De hai.n jaa-ba-jaa dhabbe
jinhe.n
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
ye baghawat hai
vaqt ke daaman KHush-ra.ng pe kaale dhabbe
KHushk-lab haa.npte bebas ayyaam