SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhalne"
Ghazal MATCHES FOR "dhalne"
Ghazal
kyuu.n meraa muqaddar hai ujaalo.n kii siyaahii
kyuu.n raat ke Dhalne pe saveraa nahii.n hotaa
Shahryar
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
shaam Dhalne se faqat shaam nahii.n Dhaltii hai
umr Dhal jaatii hai jaldii palaT aanaa mire dost
Ashfaq Nasir
Ghazal
na aayaa ko.ii lab-e-baam shaam Dhalne lagii
vufuur-e-shauq se aa.nkho.n me.n KHuun aa bhii gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
sirf din Dhalne pe mauquuf nahii.n hai 'mohsin'
zindagii zulf ke saa.e me.n bhii shab kartii hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
bikhar ga.e mujhe saa.nche me.n Dhaalne vaale
yahaa.n to zaat bhii saa.nche samet Dhaltii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
ye havaa saare charaaGo.n ko u.Daa le jaa.egii
raat Dhalne tak yahaa.n sab kuchh dhu.aa.n ho jaa.egaa
Naseer Turabi
Ghazal
kisii ke rang me.n Dhalne se ho ga.e be-rang
ham apne rang banaate the mauj karte the
Varun Anand
Ghazal
'naasir' udaasiyaa.n to rahe.ngii yuu.nhii mudaam
Dhalne lagii hai raat ko.ii giit gaa.iye
Nasir Zaidi
Ghazal
tamaam raat vo jaagaa kisii ke va.ade par
vafaa ko aa hii ga.ii nii.nd raat Dhalne par
Vafa Malikpuri
Ghazal
aa.nkho.n me.n basaa lo ye ubhartaa hu.aa suuraj
din Dhalne lagegaa to ye manzar na milegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
us ne paikar me.n na Dhalne kii qasam khaa.ii hai
aur mujhe shauq-e-mulaaqaat liye phirtaa hai
Anwar Masood
Ghazal
raushnii kyuu.n siyaahii me.n Dhalne lagii
tujh se 'aarif' hu.ii kyaa KHafaa zindagii