SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhiil"
Ghazal MATCHES FOR "dhiil"
Ghazal
ta.ng aa chuke 'anant' ab le le patang anaa kii
mai.n Dhiil de rahaa huu.n ye aur aka.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
machhlii ne Dhiil paa.ii hai luqme pe shaad hai
sayyaad mutma.in hai ki kaa.nTaa nigal ga.ii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Javed Mehdi
Ghazal
kahaa to thaa ki hame.n is qadar bhii Dhiil na de
ab u.D rahe hai.n to par kaaTne ko aataa hai
Baqi Ahmad Puri
Ghazal
use kaho ki zaraa rahm se vo pesh aa.e
lagaa.e teG pe gardan pa Dhiil karte hu.e
Kuldeep Kumar
Ghazal
vaqt-e-ruKHsat dil ne itnaa hii kahaa ro kar ki bas
ab phir aane kii mire tuu aarzuu mat kiijiyo
Meer Hasan
Ghazal
chhuuTaa na ham se daaman-e-tahziib-e-anjuman
dushman zaraa sii Dhiil pe be-baak ho ga.e
Shaad Aarfi
Ghazal
ba.De maze kii savaarii hai dil kaa ye TaTTuu
lagaam kas ke rakho aur Dhiil bhii rakkho
Vineet Aashna
Ghazal
ye jo tumhe.n KHaraab nazar aa rahaa huu.n mai.n
paidaa ye mas.ala bhii kisii Dhiil se hu.aa
Saleem Figar
Ghazal
takallufaat me.n kuchh to lihaaz baaqii thaa
zaraa sii Dhiil bhii kyaa dii vo sar pe baiTh gayaa
Yasmeen Sahar
Ghazal
mash.had pe dil ke diida-e-giryaa.n pukaar de
pyaasaa na jaa ba-naam-e-shahiidaa.n sabiil hai
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
ye mat samjho hai rassii duur mujh se
kabhii ham Dhiil de dete hai.n qasdan
Aasim Shahnawaz Shibli
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dil kaa gudaaz aah kii taasiir dekh kar
patthar kii zaat kaa.np ke tahliil ho ga.ii