SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhote"
Ghazal MATCHES FOR "dhote"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
aa.nkhe.n dhote hai.n sone ke paanii se
jaagte hii jo tum ko dekhaa karte hai.n
Swapnil Tiwari
Ghazal
saare bojho.n ko ba.Daa achraj hai kaise ham unhe.n
phuul jaisii zindagii kii piiTh par Dhote rahe
Kunwar Bechain
Ghazal
kitaab pa.Dhte rahe aur udaas hote rahe
ajiib shaKHs thaa jis ke azaab Dhote rahe
Shamim Hanafi
Ghazal
jam gayaa KHuu.n kaf-e-qaatil pe tarah 'miir' zi-bas
un ne ro ro diyaa kal haath ko dhote dhote
Meer Taqi Meer
Ghazal
siyaahiyo.n ke bane harf harf dhote hai.n
ye log raat me.n kaaGaz kahaa.n bhigote hai.n
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tirii galii se bhii ho aa.uu.n aur pata na chale
jabii.n ke daaG ko dhote hu.e guzartaa huu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Afzal Parvez
Ghazal
ashk se chashm ke ham zaKHm-e-jigar dhote hai.n
KHuun-e-dil baada-e-a.aguur hu.aa KHuub hu.aa
Nasim Maysori
Ghazal
na jaane kis liye lamho.n kaa bojh Dhote hai.n
ye jaante hai.n ki ik din to mar hii jaanaa hai
Asif Shafi
Ghazal
ham ko aaya nahii.n chehre kii safaa.ii kaa KHayaal
bas pareshaan rahe aa.ina dhote dhote