SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhurandhar"
Ghazal MATCHES FOR "dhurandhar"
Ghazal
zulf dekhii vo dhu.aa.n-dhaar vo chehraa dekhaa
sach bataa dekhne vaale use kaisaa dekhaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
chupke se tum jo kahte ho hai.n apne aashnaa
sho'la bhabhuuke aur dhu.aa.n-dhaar chaar paa.nch
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aaKHirii maa'rka ab shahr-e-dhu.aa.n-dhaar me.n hai
mere sirhaane kaa patthar isii diivaar me.n hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
abruu kii tirii bait kii kyaa baat va-lekin
hai aah kaa misra bhii dhu.aa.n-daar hamaaraa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
kyaa dhu.aa.n-daar shola-ruu hai banaa
uudii poshaak bhii ajab shai hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
abhii se tum ne dhu.aa.n-daar kar diyaa maahaul
abhii to saa.ns hii lene kii ibtidaa kii thii
Mohsin Ehsan
Ghazal
Shahid Mahmood
Ghazal
suurat tirii aage hii bhabuukaa thii va-lekin
zulfo.n ke bikharne ne dhuaa.ndhaar bahut kii
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
jaam de aur na kar vaqt pe takraar ki bas
saaqiyaa abr uThaa hai ye dhu.aa.n-dhaar ki bas
Maroof Dehlvi
Ghazal
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
Rafiq Raaz
Ghazal
baadal umDe hai.n dhu.aa.n-dhaar ghaTaa chhaa.ii hai
dhu.e.n tauba ke u.Daane ko bahaar aa.ii hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
vo dhu.aa.n-dhaar sii zulfe.n hai.n nazar me.n har shab
vird ab sura-e-vallail-o-duKHaa.n kiijiyegaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
sirf susraa hii nahii.n muu.nchh machhandar apnaa
ek se ek hai saalaa bhii dhulandar apnaa
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
Zaka Siddiqui
Ghazal
us ne khole hai.n shab-e-vasl ghanere gesuu
aaj barse.ngii dhu.aa.n-dhaar ghaTaa.e.n shaayad
Prem Warbartani
Ghazal
baaz-gashto.n ke ta.aaqub se pareshaa.n ho kar
mai.n bhii aavaaz ke jangal me.n dhu.aa.n-dhaar chalaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ta.aliim ashk-o-aah se lii mere abr ne
jo yuu.n baras rahaa hai dhu.aa.n-dhaar dekhnaa