SEARCH RESULTS
Showing search results for "diid-talab"
Ghazal MATCHES FOR "diid-talab"
Ghazal
KHabar nahii.n tujhe ai chashm-e-shauq-e-diid-talab
ba.Dhe.ngii aarzuu.e.n aur dekh-bhaal ke baad
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
Gair aur diid-talab misl-e-kaliim
kahii.n baato.n me.n na aa jaa.iyegaa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
phir dam-e-diid rahe chashm o nazar diid-talab
phir shab-e-vasl mulaaqaat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kisii nigaah kisii dil talak nahii.n pahu.nche
rahe safar me.n jo manzil talak nahii.n pahu.nche
Siraj Sholapuri
Ghazal
kitne hii log dil talak aa kar guzar ga.e
ham apnii laash aap uThaa kar guzar ga.e
Iqbal Mateen
Ghazal
husn hai daad-talab shikva-e-bedaad na kar
ishq kii fat.h isii me.n hai ki fariyaad na kar
Maikash Lucknowi
Ghazal
dil talak aa hii ga.e ashk vo bahte bahte
ho ga.e kitne qarii.n duur vo rahte rahte
Shams Ur Rahman Shams
Ghazal
jis din talak asar mirii aah-o-fuGaa.n me.n thaa
batlaa.o kaun chain se soyaa jahaa.n me.n thaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
karne lagaa dil talab jab vo but-e-KHush-e-mizaaj
ham ne kahaa jaan kal us ne kahaa ha.ns ke aaj
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyuu.n na ho daad-talab himmat-e-mardaana-e-dil
maa.il-e-husn-e-jahaa.n-soz hai parvaana-e-dil
Arsh Malsiyani
Ghazal
naved-e-diid kii ummiid guftuguu kii talab
saraab-e-shauq se taa'miil-e-aarzuu kii talab
Sajjad Syed
Ghazal
dil-talab dil-aashnaa dil-kesh dil-juu dil-navaaz
dil kii holii dil kii diivaalii hai dil kii eid hai
Ravendr Jain
Ghazal
bechain kiye rahtii hai jis kii talab-e-diid
ab baam pe vo chaa.nd nikaltaa hii nahii.n hai
Akhtar lakhnvi
Ghazal
ai ishtiyaaq-e-diid bataa aaj kyaa kare.n
un se nazar churaa.e.n ki ham saamnaa kare.n
Shahid Bhopali
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Duub kar KHuun me.n kis rang se paikaa.n niklaa
dil-e-iizaa-talab ab to tiraa armaa.n niklaa
Zafar Ahmad Siddiqi
Ghazal
daruun-e-dil kisii zaKHm-e-dahan-kushaa kii tarah
bahut dino.n se talab hai ba.Dii shadiid us kii