SEARCH RESULTS
Showing search results for "diivaana-e-lailaa"
Ghazal MATCHES FOR "diivaana-e-lailaa"
Ghazal
diivaana-e-lailaa ko na lailaa se rahaa kaam
kuchh aur balaa hai KHafaqaa.n ho nahii.n saktaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kahte hai.n sab ki aisaa ko.ii shaKHs hii na thaa
'diivaana'-e-kamaal kii aqdaar dekh kar
Mohan Singh Deewana
Ghazal
hariifo.n se ye qaul-e-'diivaana' kah do
Gazal hai jo hasrat to hasrat Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
us shaKHs kii muTThii me.n hai sad-nau-e-karaamaat
'diivaana' ki hai KHanda-jabii.n azb-e-bayaa.n hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
mai.n huu.n diivaana fart-e-daanish se
kam samajhne me.n tuu bachaa.o samajh
Mohan Singh Deewana
Ghazal
'diivaana' kalaam aap kaa kyaa ko.ii saraa hai
gulzaar jigar-soKHtagii-o-qalb-gudaazii
Mohan Singh Deewana
Ghazal
darbaar-e-shah-e-husn me.n 'diivaana' pahu.nch kar
kartaa hai faqiiraana sadaa kuchh kahtaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
vo bhii rahaa begaana ham ne bhii na pahchaanaa
haa.n ai dil-e-diivaana apnaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
diivaana thaa bhaTak gayaa gum ho gayaa hai qais
KHaalii magar kajaava-e-lailaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
vo dil ko dekhtaa hai na a.amaal-e-zaahirii
lailaa ke KHvaast-gaar ko mahmil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chaa.nd taare kar rahe hai.n mad.h-KHvaanii aap kii
laala-o-gul kii zabaa.n par hai taraana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hai tere Gam kii Gam-e-rozgaar se saazish
kahaa.n kahaa.n dil-e-diivaana kaam aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
qais saudaa-e-Gam-e-gesuu-e-lailaa ke liye
le gayaa chand KHayaalaat-e-pareshaa.n ham se
Natiq Lakhnavi
Ghazal
naala-e-dil ne diye auraaq-e-laKHt-e-dil ba-baad
yaad-gaar-e-naala ik diivaan-e-be-shiiraaza thaa