SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-aavezii"
Ghazal MATCHES FOR "dil-aavezii"
Ghazal
sabaa me.n thaa na dil-aavezii-e-bahaar me.n thaa
vo ik ishaara ki is chashm-e-vaz.a-daar me.n thaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
is rukaavaT me.n bhii naira.ng-e-dil-aavezii hai
ruuTh jaane kii hai KHuubii ki manaayaa na gayaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ai tere sabza-e-ruKHsaar kii dil-aavezii
navaah-e-chashm se aa.nsuu guzar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
chaal par phir se numaayaa.n thaa dil-aavezii kaa zo'm
jis ko vaapas aate aate kis qadar 'arsa lagaa
Zehra Nigaah
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
hazaar naqs hai.n mujh me.n mire kamaal ko dekh
mujhe na dekh dil-aavezi-e-KHayaal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
kaif ye dard-e-mohabbat ne kiyaa hai paidaa
ye dil-aavezii-e-naGmaat kahaa.n thii pahle
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
kabhii sanjiidgii se dekh dil-aavez hote hai.n
vahii lahje jo KHanjar se ziyaada tez hote hai.n
Irshad Anjum
Ghazal
Harshit Mishra
Ghazal
barmalaa husn-e-dil-aavez kaa qissa na sunaa
chaak-e-daaman na dikhaa 'uzr-e-zulaiKHaa na sunaa
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
jo dil-aavez hai us zulf-e-girah-giir kii buu
aisii aalam me.n kisii kii nahii.n taasiir kii buu
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
mai.n aa.nkh jhapaktaa huu.n to manzar nahii.n rahtaa
ai husn-e-dil-aavez ajab muKHtasrii hai
Yunus Tahseen
Ghazal
mere mahbuub-e-dil-aavez bataa de itnaa
mujh se kis shai kii talabgaar hai.n terii aa.nkhe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
jis KHvaab me.n ruu-posh ho jiine kii tamannaa
vo KHvaab-e-dil-aavez bikharne nahii.n denaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
haft-rangii hai tiraa pairahan-e-dil-aavez
tuu ne dekhe hai.n dhanak-rang zamaane kyaa kyaa