SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-chasp"
Ghazal MATCHES FOR "dil-chasp"
Ghazal
ye samaa.n ye lutf ye dil-chasp manzar dekh kar
ho ga.e be-ghar hazaaro.n aap kaa ghar dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
ghar 'aalam-e-arvaah hai duniyaa ho ki jannat
'raazii' ba.Dii dil-chasp tirii dar-badarii hai
Razi Abuzar
Ghazal
vo baaG-o-raaG ke dil-chasp-o-dil-nashii.n manzar
ki jin ke hote hu.e KHuld misl-e-KHvaab nahii.n
Akhtar Shirani
Ghazal
Izhar Asar
Ghazal
Ajay Sahaab
Ghazal
chup-chaap sitam vaqt ke mai.n sah to rahii huu.n
dekho na banaa de ye tamaashaa dil-e-naadaa.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
yaad-dilbar me.n kabhii ai dil-e-muztar tuu ne
ham ko chup-chaap kahii.n baiTh ke rone na diyaa
Uma Shankar Chitravanshi Bazal
Ghazal
ye kin hado.n me.n hamaaraa dil-e-Gariib aayaa
sahar kii chaap pe KHadsha hu.aa raqiib aayaa
Meer Naqi Ali Khan Saqib
Ghazal
KHud apne dil me.n KHaraashe.n utaarnaa ho.ngii
abhii to jaag ke raate.n guzaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Intikhab Syed
Ghazal
KHirad kii baat bhii suntii to huu.n magar 'mehruu'
mai.n maan letii huu.n chup-chaap faisla dil kaa
Mehrunnisa Mehru
Ghazal
kitnaa chup-chaap hii guzre ko.ii mere dil se
muddato.n sabt nishaan-e-kaf-e-paa rahtaa hai