SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-be-zabaan"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-be-zabaan"
Ghazal
ye dha.Dkano.n kaa shor qayaamat se kam nahii.n
ai rabb-e-saut mujh ko dil-e-be-zabaan de
Rasheed Qaisrani
Ghazal
ehsaas-e-be-zabaa.n kii lataafat isii me.n thii
mai.n ne kahaa na kuchh ki mohabbat isii me.n thii
R P Shokh
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard-e-dil-e-be-qaraar log
kyaa jaane.n aabruu-e-Gam-e-intizaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
shariik-e-haal-e-dil-e-be-qaraar aaj bhii hai
kisii kii yaad mirii Gam-gusaar aaj bhii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
us ne likhaa hai bahr-ayaadat kal aa.e.nge
jiine bhii degaa mujh ko dil-e-be-qaraar aaj
Aasi Aarwi
Ghazal
qaraar tujh ko dil-e-be-qaraar aa jaa.e
ta.Dap kuchh aise ki zaalim ko pyaar aa jaa.e
Nazeer Ansari
Ghazal
dil-e-be-mudda.aa hai aur mai.n huu.n
magar lab par du.aa hai aur mai.n huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
afsaana likh rahii huu.n dil-e-be-qaraar kaa
aa.nkho.n me.n rang bhar ke tire intizaar kaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
abruu kaa vaar aur dil-e-be-qaraar par
kyo.n rakh liyaa Gariib ko KHanjar kii dhaar par
Barq Dehlvi
Ghazal
luuTaa sukuun meraa dil-e-be-qaraar ne
mujh ko KHizaa.n banaa diyaa merii bahaar ne
Munaf Khan muztar
Ghazal
muddat se aarzuu hai dil-e-be-qaraar me.n
kuchh to kamii ho talKHii-e-lail-o-nahaar me.n
Malik Tase
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
kho kar tirii galii me.n dil-e-be-KHabar ko mai.n
fikr-e-KHudii se chhuuT gayaa umr bhar ko mai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
rafta rafta dil-e-be-taab Thahar jaa.egaa
rafta rafta tirii nazro.n kaa asar jaa.egaa