SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-jaa.n-baaz"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-jaa.n-baaz"
Ghazal
hai muqayyad ye zaat rasmo.n me.n
dil-e-jaa.n-baaz ko na qaid karo
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
ik tabassum ke tasavvur me.n fidaa jaan na kar
itnii taa’jiil abhii o dil-e-jaa.n-baaz nahii.n
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
kis dilerii se kare hai tuu fidaa jaan us par
dil-e-jaa.n-baaz tiraa ham bhii hunar dekhe.n to
Hasrat Azimabadi
Ghazal
dil-e-jaa.n-baaz ko bhii abruu-e-qaatil hai pasand
jis tarah mard sipaahii ko ho talvaar aziiz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
kis tarah vaaqif ho.n haal-e-aashiq-e-jaa.n-baaz se
un ko fursat hii nahii.n hai kaarobaar-e-naaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
janaaza dhuum se us aashiq-e-jaa.n-baaz kaa nikle
tamaashe ko ajab kyaa vo but-e-dam-baaz aa nikle
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
hausla vaj.h-e-tapish-haa-e-dil-o-jaa.n na hu.aa
shola-e-sham.a tirii bazm me.n raqsaa.n na hu.aa
Sahir Dehlavi
Ghazal
soz-e-dil-o-jaa.n aur hai saaz-e-dil-o-jaa.n aur
ehsaas-e-bayaa.n aur hai idraak-e-nihaa.n aur
Aziz Badayuni
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
jab bhii saamaan-e-sukuun-e-dil-o-jaa.n hone lagaa
choT khaa.ii thii kabhii is kaa gumaa.n hone lagaa
Asrar Zaidi
Ghazal
seemab zafar
Ghazal
muntazir dasht-e-dil-o-jaa.n hai ki aahuu aa.e
saare manzar hii badal jaa.e.n agar tuu aa.e
Shahzad Ahmad
Ghazal
dast-e-havas se naqd-e-dil-o-jaa.n bachaa.iye
ye hai amaanat-e-Gam-e-jaanaa.n bachaa.iye