SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-muztar"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-muztar"
Ghazal
nagar-nagar dil-e-muztar liye phiraa mujh ko
mujhe talaash thii jis kii na mil sakaa mujh ko
Abid Munavari
Ghazal
dil-e-muztar ko samjhaa luu.n bahut hai
mai.n KHud se apnaa ghar chhaaluu.n bahut hai
Saba Naqvi
Ghazal
kyaa sunaa.uu.n dil-e-muztar kaa fasaana tum ko
mai.n ne chaahaa thaa kabhii ek zamaana tum ko
Maaham Shah
Ghazal
Rasheed lakhnavi
Ghazal
dil-e-muztar tiraa nuqsaan nahii.n hone diyaa
vaadii-e-hijr ko viiraan nahii.n hone diyaa
Ali Raqi
Ghazal
Nishat kishtwadi
Ghazal
dil-e-muztar mujhe ik baat bataa saktaa hai
tuu kisii taur mujhe chho.D ke jaa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
apne dil-e-muztar ko betaab hii rahne do
chalte raho manzil ko naayaab hii rahne do
Zafar Hameedi
Ghazal
pahluu me.n chain se dil-e-muztar na rah sakaa
dam bhar na ruk sakaa ye gha.Dii bhar na rah sakaa
Nooh Narvi
Ghazal
dil-e-muztar kii davaa kiijiyegaa
na ho mumkin to du.aa kiijiyegaa
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
Jameela Khatoon Tasneem
Ghazal
be-qaraarii dil-e-muztar kii ba.Dhaa.ii ham ne
aaj phir tum se ko.ii aas lagaa.ii ham ne
Bubbles Hora Saba
Ghazal
Gam ke tuufaa.n dil-e-muztar me.n Thahar jaate hai.n
aish ke lamhe to pal bhar me.n guzar jaate hai.n
Masoom Sharqi
Ghazal
ab vahaa.n kyo.n mujh ko jaataa hai dil-e-muztar liye
aashiqo.n ke naam to us ne register kar liye